Tamanna-e-roshni - Sher-o-shairi
Dekhne wale thik hi kehte hai!
Mere charo taraf andhera hai,
Kyon tamnna-e-roshni ho mujhe,
Meri aankho me noor jo tera hai.
Khwahisho ki apni ek fariyad hoti hai,
Ansoo ki bhi apni ek aah hoti hai,
Kaun rehna chahta hai door apno se,
Majboori bi koi baat hoti hai..
Tute hue pal ka gam na kar saathi,
Hum tute hue pal mein hi ji lenge.
Tü milne mat aa par milne ka wada to kar,
Hüm tere wade ke sahare hi sari umar ji lenge..
Mere charo taraf andhera hai,
Kyon tamnna-e-roshni ho mujhe,
Meri aankho me noor jo tera hai.
Khwahisho ki apni ek fariyad hoti hai,
Ansoo ki bhi apni ek aah hoti hai,
Kaun rehna chahta hai door apno se,
Majboori bi koi baat hoti hai..
Tute hue pal ka gam na kar saathi,
Hum tute hue pal mein hi ji lenge.
Tü milne mat aa par milne ka wada to kar,
Hüm tere wade ke sahare hi sari umar ji lenge..
0 Comments:
Post a Comment
<< Home